Wednesday, 27 June 2012

[Islamic Research Foundation / Dr. Zakir Naik / IRF] : Be-Pardagi ka Aalam

: Be-Pardagi ka Aalam Main kis tarah bataoun-...
Abu Saad Salman 27 June 17:15
: Be-Pardagi ka Aalam

Main kis tarah bataoun-

Zehreela Saanp hai ye

Ummat ko das na Jaye..

Hr simt dekh lo ab tufaan e Be-Heyaie

Batil se hai muhabbat 0r Haq se Bewafaie..

Behno k Mashghalon se bhai b be-khabar hain

Poochen to kis tarah Wo jab khud idhar udhar hain..

Beti b LaadLi hai
Parda kary to kese?...

Aangan me apne ghar k Jee ko bhare to kese..

Ye Aag he maghrib ki

aur kaam Himaqat k

Lo Ho gaye Numayan
Aasaar Qayamat k..

View Post on Facebook · Edit email settings · Reply to this email to add a comment.

No comments:

Post a Comment